Sochta hun main bhi is laash se
kuch kar chutkara paa lun
kab tak yun bojh uthaye firta rahun
vaidh hakimon ki juthi baaaton meinaa-aakar
is dar se us dar takkichta raha hun ise
Aey- kaash kabhi us darvesh kibaat maan leta aur
dafn kar aata vahin
jahan is rishtey ki maut hui thi
4 comments:
wa wa wa wa mere naye zamane ke gaalib!!!! kya khub likha hai!!
Wa wa wa naye zamane ke gaalib kya khub likha hai!!!! aisa lagta hai ek laash zinda ho gayee...
Great Don!!!
Ohhhh!!!! What a beauty dear... A Bitter truth...
Post a Comment